Aankhe jo bahr Aai hai, unhe chalak jane do
Aaye hein Aankhon mein Aansu
unhein baha lene do.
oothi hai dil me aaj phir Ek kasak, Ek tees
oose batane do,
suna hai, batne se dard kum ho jata hai
par yeh dard kisko bataye,
ke batne vala hi ja raha hai dur, bahut dur .....
Aaye Hai Aaj phir Aankhomein jo Aansu
oonhe bah jane do
dhul jane do dil ka her Ek dard
har ek dag
bah jane do her Ek kadavi baat,
baras jane do in badalon ko
yeh garajten hai , barste hai,
or baras ke, phir chat jate hai
chamchamati hai pani ki bunde hire ki tarah
indradhanus ke saat rango mein,
fijzayen phir rangeen ho jati hai
is dhara se tapti dharti trupt ho jati hai,
charo taraf haryali lahrati hai
muskurati hai ,
isee liye kahati hun
Aankhen jo bhar aayee to chalak jane do,
dard ke jahar ko sath beh jane do,
jeevan ko phir Amrut ban jane do
Aankhe jo bahr Aai hai, unhe chalak jane do
Hi Friends, these are not my poems I've received through mails and i just want share them with all of you.
Wednesday, June 15, 2011
Friday, June 3, 2011
क्षण भर को क्यों प्यार किया था?
अर्द्ध रात्रि में सहसा उठकर,
पलक संपुटों में मदिरा भर,
तुमने क्यों मेरे चरणों में अपना तन-मन वार दिया था?
क्षण भर को क्यों प्यार किया था?
‘यह अधिकार कहाँ से लाया!’
और न कुछ मैं कहने पाया -
मेरे अधरों पर निज अधरों का तुमने रख भार दिया था!
क्षण भर को क्यों प्यार किया था?
वह क्षण अमर हुआ जीवन में,
आज राग जो उठता मन में -
यह प्रतिध्वनि उसकी जो उर में तुमने भर उद्गार दिया था!

Tum Sharmashi Jaati Ho
Nazar Mujhse Milati Ho To Tum Sharmashi Jaati Ho
Isi Ko Pyar Kehte Hain Isi Ko Pyar Kehte Hai
Zaba Khamosh Hai Lekin Nigahe Baat Karti Hain
Ada Laakh Bhi Roko Ada Baat Karti Hain
Nazar Neechi Kiya Ja To Main Ungli Ko Dabati Ho
Isi Ko Pyaar Kehte Hain Isi Ko Pyaar Kehte Hain
Chhupane Se Meri Jaanam Kahin Kya Pyaar Chhupta Hai
Ye Aisa Mushk Hai Khusbooh Humesa Deta Rehta Hai
Tum To Sab Jaanti Ho Fir Bhi Kyun Mujhko Satati Ho
Isi Ko Pyaa Kehte Hain Isi Ko Pyaar Kehte Hain
Tumhaare Pyaar Ka Aise Hume Izhaar Milta Hai
Humaara Naam Sunte Hi Tumhaara Rang Khilta Hai
Aur Fir Saaze Dil Par Tum Humaare Geet Gaati Ho
Isi Ko Pyaar Kehte Hain Isi Ko Pyaar Kehte Hain
Tumhaare Ghar Main Jab Aaun To Chhup Jaati Ho Parde Main
Mujhe Jab Dekhna Paao To Gabrati Ho Parde Main
Khud Hi Chilman Utha Kar Fir Isharo Se Bulati Ho
Isi Ko Pyaar Kehte Hain Isi Ko Pyaar Kehte Hain
Nazar Mujhse Milati Ho To Tum Sharma Si Jaati Ho
Isi Ko Pyaar Kehte Hain Isi Ko Pyar Kehte Hain

Thursday, May 19, 2011
Tere Aane ki ummid me ek Paigam likaha hai...
Tere aane Ki ummid me ek Paigam Likha hai...
Ashko ki shyahi se tujhe salam likha hai,
Adhure se in khwabo me,
Rutha hua tera naam likha hai...
Aaj bhi tere intezar me raahen udas ho thi...
Tere na aane dard raha dil me, kuch soch ye aakhiri kalaam likha hai...
Tu kar khushiyo ki mehfile aabad,
Meri duaao ne ibadat me subho-sham likha hai...
Tu na aayega ye maloom na tha,
Shayad kismat ne meri ummido ka yahi aanjaam likha hai...
Beh rahi hai lahar dhadkano ki dhire dhire,
Usi ret pe mohabbat naam likha hai...

Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Ye Pyara Sa Jo Rishta Hai,
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Kahin Likha Nahi, Kahin Parha Nahi,
Kahin Dekha Nahi, Kahin Suna Nahi,
Phir Bhi Jana Pehchana Hai,
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Kuch Masoom sa, Kuch Albela,
Kuch Apna, Kuch Begana,
Kuch Chanchal Sa, Kuch Sharmila,
Kuch Shokh Sa, Kuch Sanjida,
Kuch Uljha Huwa, kuch Suljha Huwa,
Kuch Masti Bhara, kuch Khafa Khafa,
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Ye Pyara Sa Jo Rishta Hai.
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Kahin Likha Nahi, Kahin Parha Nahi,
Kahin Dekha Nahi, Kahin Suna Nahi,
Phir Bhi Jana Pehchana Hai,
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Kuch Masoom sa, Kuch Albela,
Kuch Apna, Kuch Begana,
Kuch Chanchal Sa, Kuch Sharmila,
Kuch Shokh Sa, Kuch Sanjida,
Kuch Uljha Huwa, kuch Suljha Huwa,
Kuch Masti Bhara, kuch Khafa Khafa,
Kuch Mera Hai, Kuch Tera Hai,
Ye Pyara Sa Jo Rishta Hai.
Tuesday, April 19, 2011
Pyar mujhse jo kiya tumne

Pyar mujh se jo kiyaa tumne to kya paaogi
mere haalaat ki aandhi mein bikhar jaaogi
ranj aur dard ki basthi ka main baashinda hoon
ye to bas main hoon ke is haal mein bhi zinda hoon
khwaab kyoon dekhoon wo kal jispe main sahrminda hoon
mainjo sharminda hoon to aur tum bhi sharmaaogi
kyoon mere saath koi aur pareshaan rahe
meri duniya hai jo weeraan to weeraan rahe
zindagi ka ye safar tum pe to aasaan rahe
humsafar mujhko banaaogi to pachtaaogi
ek main kya abhi aayenge diwaane kitne
abhi goonjenge mohabbat ke taraane kitne
zindagi tumko sunaaegi fasaane kitne
kyoon samajhti ho mujhe bhool nahi paaogi
PJ
"Acha to doston, Arz kiya hai, hmmmnrrh" (gala saaf kiya )
Woh jab chalti hai to raahon main 100-100 ke note
bichhaa deta hoon
Woh jab chalti hai to raahon main1 00-100 ke note
bichhaa deta hoon
Uske jaane ke baad woh sab note utha leta hoon..
(wah,wah,wah, wah....... taaliyon ki gad-gadahat)
Door se dekha to ek sher tha
Door se dekha to ek sher tha
Door se dekha to ek sher tha
Paas gaya hi nahi . . . .
Jab tumne thaam lee hai mere jeevan ki dor,
Jab tumne thaam lee hai mere jeevan ki dor,
Yeh dil maange more..Yeh dil maange more..
(wah,wah,wah, wah....... taaliyon ki gad-gadahat)
Pyar mein kitne ghar doob gaye yaaron..
Pyar mein kitne ghar doob gaye yaaron..
Pyar mein pandrah-bees ghar doob gaye yaaron..
(wah,wah,wah, wah....... taaliyon ki gad-gadahat)
Tumko dekha to yeh khayaal aaya
Tumko dekha to yeh khayaal aaya
Ke kal raat maine itna kyoun khaya?
(wah,wah,wah, wah....... taaliyon ki gad-gadahat)
WOH SADAK KE IS PAAR THI, HUM SADAK KE US PAR THE;
KUCH HUM AAGE BADHE, KUCH WOH AAGE BADHI;
HUM KUCH AUR AAGE BADHE, WOH BHI KUCH AUR AAGE BADHI;
HUM KUCH AUR AAGE BADHE, WOH BHI KUCH AUR AAGE BADHI;
AB HUM SADAK KE US PAAR THE, AUR WOH SADAK KE IS PAAR THI.
Aapne mere man se khela,
aapne mere tan se khela,
aapne mere dhan se khela
aapne mere tan, man, dhan se khela...
well played! Well played! Well played!!
Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai,
Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai.
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
iodex maliye kaam pe chaliye,
Tum har raat mere khwabon mein aao,
Tum har raat mujhe yuunhi satao,
Melody khao khud jaan jao........
Door se dekha to kuchh dikha nahi,
Door se dekha to kuchh dikha nahi,
Paas jake dekha to kuchh tha hi nahi.
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai;
Dharti so rahi hai, Aasman so raha hai;
Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?
Main hu yahan, tu hai wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan
before marrige
takdir hai magar kismat khulti nahi,
tajmahal banana chahata hoon,
lekinm mumtaz milti nahi.
after marriage
takdir hai magar kismat khulti nahi,
tajmahal banana chahata hoon,
lekinm mumtaz marti nahi.
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain,
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain;
JAISE KAL CHAMAK RAHE THE !!!
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai,
kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai,
ke kyon kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai??
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita;
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne muzhe pita;
Tan ki shakti, manki shakti, Bournvita.
Tum aa gaye ho,
noor aa gaya hai;
chalo teeno movie chalen.
Khud ko kar buland itnaa Ke,
' Himaalay ki choti pe jaa pahunche'
Aur khuda tumse puche,
'Abe sale gadhe. ab utrega kaise? '
Jise dil diya woh dilli chali gayi,
jise pyar kiya woh italy chali gayi;
dil ne kaha khud-kushi(suicide) kar le jalim,
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi.
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,
badi joshh ke sath;
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,
badi shhor ke sath;
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath,
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath.
kaaash ke tere chehre par Chickenpox ke daag hote.
kaaash ke tere chehre par chickenpox ke daag hote.
chand to tu hai hi, sitaare bhee saaath hote...
Ho gayi galti humse,
Click ho gaya mouse
Duniya ki parwaah chhodo,
ban jaao meri spouse!
Tumse mila main kal to,
Mere dil mein hua ek sound,
Lekin aaj tum mili
To kehti ho: Your file not found!
Aysa bhi nahin hai ke,
don't like your face
Par dil ke computer mein,
Nahin hai enough disk space
Tum jabse meri zindagi,
mein aayi ho banke female,
Yaad rahe na ab kuch,
Na postman , Na e-Mail
Why do we close our eyes....when we pray, when we cry, when we dream and when we kiss. Because the most beautiful things in life are unseen and felt only by the heart....

Subscribe to:
Posts (Atom)