Ankho Me Raha Dil Me Utar Kar Nahi Dekha
Kashti Ke Musafir Ne Samandar Nahi Dekha
Be Waqt Agar Jaoonga Sab Chaunk Padenge
Ek Umar Hui Din Me Kabhi Ghar Nahi Dekha
Ye Phool Mujhe Koi Virasaat Me Mile Hain
Tumne Mera Kanto Bhara Bister Nahi Dekha
Yaaro Ki Mohabbat Ka Yaqeen Karliya Maine
Pholo Me Chupaya Huwa Khanjar Nahi Dekha
Khat Eaisa Likha Hai Ke Nagine Se Jade Hain
In Haantho Ne Lakin Koi Zewar Nahi Dekha
Patthar Mujhe Kehta Hai Mera Chahne Wala
Main Moum Hu Usne Mujhe Chhu Kar Nahi Dekha
Wo Mere Masayeel Ko Samajh Hi Nahi Sakti
Jisne Meri Ankho Me Samandar Nahi De
Hi Friends, these are not my poems I've received through mails and i just want share them with all of you.
Monday, December 21, 2009
Wednesday, December 16, 2009
TERI YADOON ME

Meri aankhen bhi mujhse ek din yeh keh den gi Faraz,
Khuwab uske na dekha karo hum se ab roya nahi jata.
rato ko uth uth kar phir soya nahi jata
dube hai hum jiski yad me rat din
uske sath hone ka sapna ab sanjoya nahi jata
ruth gayi hai wo mujhse is kadar
ke use to ab mera chehra yad tak nahi ata
par main kaise nikal dun use pani zindagi se
jiske begar main sapne me bhi apni zindagi ko soch nahi pata
dhadkane ruk jati thi meri.. jiske jane ki bat se se
aj wo zindagi se nikal gayi to ashko ko main rok nahi pata
lut gaya yaro main apna ashiana bana ke
ab to zindagi me fanaa hone ke alawa kuch reh nahi jata......................
Friday, December 4, 2009
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है ,
ना मा, बाप, बहन , ना यहा कोई भाई है .
हर लडकी का है Boy Friend, हर लडके ने Girl Friend पायी है ,
चंद दिनो के है ये रिश्ते , फिर वही रुसवायी है .
घर जाना Home Sickness कहलाता है ,
पर Boy Friend से मिलने को टाईम रोज मिल जाता है .
दो दिन से नही पुछा मां की तबीयत का हाल ,
Girl Friend से पल - पल की खबर पायी है,
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है …..
कभी खुली हवा मे घुमते थे ,
अब AC की आदत लगायी है .
धुप हमसे सहन नही होती ,
हर कोई देता यही दुहाई है .
मेहनत के काम हम करते नही ,
इसीलिये Gym जाने की नौबत आयी है .
McDonalds, PizaaHut जाने लगे,
दाल- रोटी तो मुश्कील से खायी है .
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है …..
Work Relation हमने बडाये ,
पर दोस्तो की संख्या घटायी है .
Professional ने की है तरक्की ,
Social ने मुंह की खायी है.
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है
ना मा, बाप, बहन , ना यहा कोई भाई है .
हर लडकी का है Boy Friend, हर लडके ने Girl Friend पायी है ,
चंद दिनो के है ये रिश्ते , फिर वही रुसवायी है .
घर जाना Home Sickness कहलाता है ,
पर Boy Friend से मिलने को टाईम रोज मिल जाता है .
दो दिन से नही पुछा मां की तबीयत का हाल ,
Girl Friend से पल - पल की खबर पायी है,
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है …..
कभी खुली हवा मे घुमते थे ,
अब AC की आदत लगायी है .
धुप हमसे सहन नही होती ,
हर कोई देता यही दुहाई है .
मेहनत के काम हम करते नही ,
इसीलिये Gym जाने की नौबत आयी है .
McDonalds, PizaaHut जाने लगे,
दाल- रोटी तो मुश्कील से खायी है .
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है …..
Work Relation हमने बडाये ,
पर दोस्तो की संख्या घटायी है .
Professional ने की है तरक्की ,
Social ने मुंह की खायी है.
जिन्दगी ये किस मोड पे ले आयी है
AADAT NAHI RAHI
SAPNO SE DIL LAGANE KI AADAT NAHI RAHI,
HAR WAQT MUSKURANE KI AADAT NAHI RAHI,
YE SOCH KE KI KOI MANAANE NAHI AAYEGA,
AB HUME ROOTH JAANE KI AADAT NAHI RAHI
HUM AAP KO ITNA YAAD KERTE HAIN
JITNA AAP HAME YAAD KERTE HAIN.
FIRQ SIRF ITNA HAI KEH
HUM YAAD KERKE SMS KERTE HAIN
AAP SMS PERH KER YAAD KERTE HAIN
WOH KAHATE HAI HUM SE KE AAPKA MESSAGE CHURAYA HUWA HOTA HAI,
YU TO NET PAR SMS KA KHAZANA HOTA HAI,
KUCHCH TO KADAR KAR LO ZALIM,
AAKHIR SELECTION TO HAMARA HOTA HAI
HAR WAQT MUSKURANE KI AADAT NAHI RAHI,
YE SOCH KE KI KOI MANAANE NAHI AAYEGA,
AB HUME ROOTH JAANE KI AADAT NAHI RAHI
HUM AAP KO ITNA YAAD KERTE HAIN
JITNA AAP HAME YAAD KERTE HAIN.
FIRQ SIRF ITNA HAI KEH
HUM YAAD KERKE SMS KERTE HAIN
AAP SMS PERH KER YAAD KERTE HAIN
WOH KAHATE HAI HUM SE KE AAPKA MESSAGE CHURAYA HUWA HOTA HAI,
YU TO NET PAR SMS KA KHAZANA HOTA HAI,
KUCHCH TO KADAR KAR LO ZALIM,
AAKHIR SELECTION TO HAMARA HOTA HAI
Subscribe to:
Comments (Atom)