Wednesday, December 16, 2009

TERI YADOON ME


Meri aankhen bhi mujhse ek din yeh keh den gi Faraz,
Khuwab uske na dekha karo hum se ab roya nahi jata.
rato ko uth uth kar phir soya nahi jata
dube hai hum jiski yad me rat din
uske sath hone ka sapna ab sanjoya nahi jata
ruth gayi hai wo mujhse is kadar
ke use to ab mera chehra yad tak nahi ata
par main kaise nikal dun use pani zindagi se
jiske begar main sapne me bhi apni zindagi ko soch nahi pata
dhadkane ruk jati thi meri.. jiske jane ki bat se se
aj wo zindagi se nikal gayi to ashko ko main rok nahi pata
lut gaya yaro main apna ashiana bana ke
ab to zindagi me fanaa hone ke alawa kuch reh nahi jata......................

No comments: