Thursday, August 2, 2007

Badalti hai...

Musafir tou bichartay hain,
Raah kab badalti hay,
Mohabbat zinda rehti hay,
Mohabbat kab badalti hay,
Tumhi ko chahtay hain hum,
Tumhi say piyar kartay hain,
Yahi barsoon say aadat hay
Aur aadat kab badalti hay,
Ousay chaha ousay pooja,
Yahi touqeer hay apni,
Hamin gumrah mat samjho,
Ibbadat kab badalti hai...

No comments: