Saturday, May 30, 2009

Tu na aaya

Tere intjar me sara din Nikala......,
sham aai teri aas lai....
Najane kyo tu na ayaa...
or tere intjar me ye sham bhi dhal gai ,par....
tu na aaya .......,



Taro ki chamak me tujhe mahshus kiya or Chand mu tujhako paya....
mere Ghar ki Chat par aaj Chand Phir aaya, par.....
tu naa ya..........

or aaj phir us chand ko dekh kar mera dil mushkuraya...
kyoki mjhe na sahi par tune bhi chand ko apne karib payaa ,
Par............ tu........... na........... ayaa...............

No comments: