Hi Friends, these are not my poems I've received through mails and i just want share them with all of you.
Monday, June 18, 2012
मैं कैसे समझूँ
मैं कैसे समझूँ
बिना कहे ..
कैसे बिना ..
रहूँ कहे ..
कैसे बीते दिन
बिरहा में..
कैसे तुम बिन ..
ये दर्द सहे
कैसे बंधाऊँ...
धीर ह्रदय को ..
कैसे दिखाऊं
अपने भाव
पूछु कैसे
तुमसे यूँ ही
इतने दिन
मुझ बिन
तुम कैसे रहे
तुम कहते हो
अपनों से क्या कहना
पर मुझे अखरता तेरा
चुप रहना
चाहती हूँ ..बैठो
कुछ पल तो पास
जाहिर करो ,
अपने छुपे जज़्बात
और पूछो ..खुल
के कहो जरा तो
कैसे किया मुझे
तुमे याद
पूछों कैसे
सूनी आँखों से ....
अविरल कितने आंसूं
है बहे ....
Wednesday, May 16, 2012
हो किसी का प्यार लेकिन, प्यार वो मेरा नहीं है
टेक कर घुटने, झुका सिर, प्रेम का जो दान माँगे
हो किसी का प्यार लेकिन, प्यार वो मेरा नहीं है।
रख न पाया मान निज जो, प्यार वो कैसे करेगा?
हीनता से ग्रस्त है जो, दीनता ही दे सकेगा
द्वार पर तेरे खड़ा हूँ, स्नेह का लेकर निमंत्रण
एक चुटकी भीख को यह दीन का फेरा नहीं है
हो किसी का प्यार लेकिन, प्यार वो मेरा नहीं है
है विदित, होती रही है प्यार की उद्दाम धारा
बँध सके जो बंधनों से और ना निज कूल से
राह में अवरोध कोई सर उठाए
यह झुका दे, तोड़ दे, ढाये उखाड़े मूल से
है अगर यह प्यार तो आश्वस्त हूँ मैं
इस प्रभंजन ने प्रबल, यह मन मेरा घेरा नहीं है
हो किसी का प्यार लेकिन प्यार वो मेरा नहीं है
प्यार वो है ले बहे जो, मंद मंथर गति निरंतर
जी उठे स्पर्श पाकर हाँफती मरुभूमि बंजर
मान रखता, मान देता, मधुर मंगल रूप कोमल
प्यार का जो स्वप्न मेरा क्या वही तेरा नहीं है?
टेक कर घुटने, झुका सिर, प्रेम का जो दान माँगे
हो किसी का प्यार लेकिन , प्यार वो मेरा नहीं है।

Saturday, October 15, 2011
Ab yaha'n se guzar k jaou'n ga
Ab yaha'n se guzar k jaou'n ga
Phr kaha'n se guzar k jaou'n ga
.
Koi hrgiz nisha'n nhi ho ga
Ma jaha'n se guzar k jaou'n ga
.
Log sb jis ko jaan kehtay han
Kb waha'n se guzar k jaou'n ga
.
Ik muqadas gali me jana ha
La-maka'n se guzar k jaou'n ga
.
Ye zamee'n raasta na de ge to
Aasma'n se guzar k jaou'n ga
.
Kamyabi ha muntazir meri
Imteha'n se guzar k jaou'n ga
.
Band han raastay sbhe muj pr
Ma kaha'n se guzar k jaou'n ga
.
Rooh, manzil miry ha ab SHAHEEN
Jism o jaa'n se guzar k jaou'n ga
.
Poet: HAFIZ IQBAL SHAHEEN
Phr kaha'n se guzar k jaou'n ga
.
Koi hrgiz nisha'n nhi ho ga
Ma jaha'n se guzar k jaou'n ga
.
Log sb jis ko jaan kehtay han
Kb waha'n se guzar k jaou'n ga
.
Ik muqadas gali me jana ha
La-maka'n se guzar k jaou'n ga
.
Ye zamee'n raasta na de ge to
Aasma'n se guzar k jaou'n ga
.
Kamyabi ha muntazir meri
Imteha'n se guzar k jaou'n ga
.
Band han raastay sbhe muj pr
Ma kaha'n se guzar k jaou'n ga
.
Rooh, manzil miry ha ab SHAHEEN
Jism o jaa'n se guzar k jaou'n ga
.
Poet: HAFIZ IQBAL SHAHEEN
aap ko bhuul jaaye.n
aap ko bhuul jaaye.n ham itane to bevafaa nahii.n
aap se kyaa gilaa kare.n aap se kuchh gilaa nahii.n
shiishaa-e-dil ko to.Danaa unakaa to ek khel hai
hamase hii bhuull ho ga_ii unakii ko_ii Khataa nahii.n
kaash vo apane Gam mujhe de de.n to kuchh sukuu.N mile
vo kitanaa badanasiib hai Gam hii jise milaa nahii.n
karanaa hai gar vafaa to kyaa kaise vafaa ko chho.D duu.N
kahate hai.n is gunaah kii hotii ko_ii sazaa nahii.n
Friday, September 16, 2011
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai
Usne kaha Mujh se kitna Pyaar hai..
Main ne kaha Sitaron ka koie Shumaar hai…
Usne kaha kaun Tumhe hai bahut Azeez..
Main ne kaha Dil pe Jise Ikhtiyar hai…
Usne kaha kaun sa Tohfa hai pasand..
Main ne kaha Woh Sama jo aab tak Udhaar hai…
Usne kaha saath kahan tak Nibhaoge..
Main ne kaha jitni yeh Saanson ki Taar hai…
Usne kaha Mujh ko Yakeen aaye kis tarah..
Main ne kaha Mera Naam hi Aitbaar hai

Wednesday, September 14, 2011
Tujhe kia khabar Mere Haal ki
Tujhe kia khabar Mere Haal ki'
Mere Dard Mere Malaal ki'
Yeh Mere khayal ka Silsila'
Kisi Yaad se hai Mila hua'
Usse dekhna' Usse Sochna'
Meri Zindagi ka hai Faisla'
Yeh Ussi ki Palkun k Saaye hen'
Meri Rooh mein jo Utar gaey'
Yeh Janoon-e-Manzil-e-Ishq hai'
Jo Chale tau Jaan se guzar gaey......
Mujhe iss Muqaam pe chorna'
hai yeh Be'wafai ki inteha'
yeh qafs ho jese khuli fizaa'
Yehin Sukh ka Saans Main Loon sada'
Jinhen Teri Deed ki piyaas thi'
Wo Katoray Nainun se bhar gaey'
yeh Janoon-e-Manzil-e-Ishq hai'
Jo Chale tau Jaan se Guzar gaey......
Mere Dard Mere Malaal ki'
Yeh Mere khayal ka Silsila'
Kisi Yaad se hai Mila hua'
Usse dekhna' Usse Sochna'
Meri Zindagi ka hai Faisla'
Yeh Ussi ki Palkun k Saaye hen'
Meri Rooh mein jo Utar gaey'
Yeh Janoon-e-Manzil-e-Ishq hai'
Jo Chale tau Jaan se guzar gaey......
Mujhe iss Muqaam pe chorna'
hai yeh Be'wafai ki inteha'
yeh qafs ho jese khuli fizaa'
Yehin Sukh ka Saans Main Loon sada'
Jinhen Teri Deed ki piyaas thi'
Wo Katoray Nainun se bhar gaey'
yeh Janoon-e-Manzil-e-Ishq hai'
Jo Chale tau Jaan se Guzar gaey......
Tujhe bhool jaon tau kis tarha...?
Tujhe bhool jaon tau kis tarha...?
Abhi Chahtun mein Sha'our hai'
Abhi Faaslun mein Saroor hai'
Abhi Hoaslun mein Gharoor hai'
Tujhe bhool jaon tau kis tarha...?
Abhi Soch hai Teri Zaat tak'
Abhi Yaad hai teri Yaad tak'
Abhi Baat hai Teri Baat tak'
Tujhe bhool jaon tau Kis tarha...?
Abhi Bad'gumani gumaan hai'
Abhi Khuwahishun mein Uraan hai'
Abhi Jism hai Abhi Jaan hai'
Tujhe bhool jaon tau kis tarha...?
Abhi Chahtun mein Sha'our hai'
Abhi Faaslun mein Saroor hai'
Abhi Hoaslun mein Gharoor hai'
Tujhe bhool jaon tau kis tarha...?
Abhi Soch hai Teri Zaat tak'
Abhi Yaad hai teri Yaad tak'
Abhi Baat hai Teri Baat tak'
Tujhe bhool jaon tau Kis tarha...?
Abhi Bad'gumani gumaan hai'
Abhi Khuwahishun mein Uraan hai'
Abhi Jism hai Abhi Jaan hai'
Tujhe bhool jaon tau kis tarha...?
Friday, September 9, 2011
Tum” nahi hote…
WAHAN NA PHOOL KHILTE HAIN
Na he mousam badlate hain
Wahan per kuch nahi hota
Jahan per “Tum” nahi hote…
Yahan wese to her saughat
Asaani se millti hai
Mera bass dill nahi lagta,,
Jahan per “Tum” nahi hotay….
Yahan to log sadiyon ko b
Lamhon main badalte hain..
Mera ek pal nahi kat’ta ,,
Jahan per “Tum” nahi hote…
Sabab ronay ka wo pouchain
To Qasid itna keh dena..
Mujhe hansna nahi aata ..
Jahan per “Tum” nahi hote…!!!
Na he mousam badlate hain
Wahan per kuch nahi hota
Jahan per “Tum” nahi hote…
Yahan wese to her saughat
Asaani se millti hai
Mera bass dill nahi lagta,,
Jahan per “Tum” nahi hotay….
Yahan to log sadiyon ko b
Lamhon main badalte hain..
Mera ek pal nahi kat’ta ,,
Jahan per “Tum” nahi hote…
Sabab ronay ka wo pouchain
To Qasid itna keh dena..
Mujhe hansna nahi aata ..
Jahan per “Tum” nahi hote…!!!
Muhabbat Dard Ka Sehraa
Muhabbat Dard Ka Sehraa,, Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Muhabbat Aik Pachtawa,, Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Wahi Dard Aaashna Aankhian,, Wahi Betab Se Aanso
Wahi ik Hijar Ka Darya’ Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Wahi Hai Aabla-e-dil Wahi Paaon Kay Chalay Hain
Wahi Kanton Barha Rasta’ Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Wahi Surgooshian Ghum Ki’ Wahi Rut Ratjagon Wali
Abhi Tuk Khuch Nahi Badla’ Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Wahi Hum Log Dewanay Wahi Hai Dard Ka Rasta
Muhabbat Ka Wahi Soda’ Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Muhabbat Dard Hai Jub Dard Dil Main Aan Basta Hai
To Phir Dil Se Nahi Jata’ Muhabbat Mustaqil Ghum Hai
Wahi Dil Dard Ka Tukra Wahi Sham-e-judai Hai
Kahin Bhi Khuch Nahi Badla’ Muhabbat Mustaqil Ghum Ha.

Monday, July 18, 2011
अगर रख सको तो एक निशानी हूँ मैं
अगर रख सको तो एक निशानी हूँ मैं,
खो दो तो सिर्फ एक कहानी हूँ मैं ,
रोक पाए न जिसको ये सारी दुनिया,
वोह एक बूँद आँख का पानी हूँ मैं.....
सबको प्यार देने की आदत है हमें,
अपनी अलग पहचान बनाने की आदत है हमे,
कितना भी गहरा जख्म दे कोई,
उतना ही ज्यादा मुस्कराने की आदत है हमें...
इस अजनबी दुनिया में अकेला ख्वाब हूँ मैं,
सवालो से खफा छोटा सा जवाब हूँ मैं,
जो समझ न सके मुझे, उनके लिए "कौन"
जो समझ गए उनके लिए खुली किताब हूँ मैं,
आँख से देखोगे तो खुश पाओगे,
दिल से पूछोगे तो दर्द का सैलाब हूँ मैं,,,,,
"अगर रख सको तो निशानी, खो दो तो सिर्फ एक कहानी हूँ मैं

Kabhi Yaad Unko Kar Muskura Leta Hoon
Kabhi Yaad Unko Kar Muskura Leta Hoon
« on: July 16, 2011, 10:43:30 PM »
Reply with quoteQuote
Har Shaam-e-roz Dil Ko Behla Leta Hoon..
Tanhai Mein Khud Ko Hi.. Dost Bana Leta Hoon..
Kabhi Yaad Unko Kar.. Muskura Leta Hoon..
Guzre Lamho Ko Phir.. Kareeb Bula Leta Hoon..
Shaam Jab Aati Hai.. To Pooch Jaati Hai..
Kyaa Aaj Bhi Aansu Bahaoge? Mein Hans Deta Hoon..
Har Shaam-e-roz Dil Ko Behla Leta Hoon..
Tanhai Mein Khud Ko Hi Dost Bana Leta Hoon..
Zindagi Ko Jeenewala..Aaj Kyun Chup Baitha Hai..
Jab Maa Yeh Poochti Hai.. To Sir Jhuka Leta Hoon..
Ab Mera Yaqeen Kamzor Padta Jaa Raha Hai..
Mohabbat Tere Naam Se.. Dil Darta Jaa Raha Hai..
Pooche Gar Koi..Ke Meri ye Haalat Ka Zime-daar kaun,
To Aaine Mein Dekh Khud Pe Ungli Utha Deta Hoo..
Har Shaam-e-roz Dil Ko Behla Leta Hoon..
Tanhai Mein Khud Ko Hi Dost Bana Leta Hoon…

मेरा इंतज़ार करना
वादा वो मोहब्बत का मैं निभाऊँगा एक दिन
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
ज़माने से अलग पह्चान है मेरी
दुनियाँ की भीड में खोया नहीं हूँ
जुदाई की रात चाहे लम्बी सही
सुबह के इंतज़ार में सोया नही हूँ
हर पल बस तुमको ही याद किया
आँखें नम हुईं लेकिन रोया नही हूँ
कैसे गुजरे थे ये दिन मैं सुनाऊँगा एक दिन
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
व्यस्त हूँ ज़िन्दगी की उलझनों में
मत सोचना कि तुमसे प्यार नही है
वादा करके जुबान से मुकर जाऊँ
ऐसे तो मिले मुझे संस्कार नहीं है
फ़ैसला मेरा जमाने ने सुन लिया
तुम बिन ज़िन्दगी स्वीकार नहीं है
मैने तुमको चाहा है तुमको पाऊँगा एक दिन ॥
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
आज हम और तुम इतने दूर सही
यह तो अपनी किस्मत का लेखा है
हमें मिलने से कोई न रोक पायेगा
मेरे हाथ में तुम्हारे नाम की रेखा है
तुम मंज़िल हो मेरे इस सफ़र की
कितनी बार तुम्हें सपने में देखा है
सपनों को हकीकत में बदल जाऊँगा एक दिन
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
दिल की हर आरज़ू को अंजाम दूँगा
तुम अधूरी हसरतों का मलाल रख्नना
उदास रहने से झुर्रियाँ पड जाती हैं
अपने हसीन चेहरे का खयाल रखना
ज़िन्दगी छोटी सी है और काम ज्यादा
मेरे लिये बचा कर कुछ साल रख्नना
अपनी ज़िन्दगी तुम पर मैं लुटाऊँगा
एक दिन तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊंगा एक दिन ॥
सच्चे दिल की सदायें कुबूल होती हैं
खुदा को तुम दुआयें तमाम लिखना
दीवानापन अगर हद से गुजरने लगे
अपनी चाहत पर कोई कलाम लिखना
जब दिल मिले हैं तो हम भी मिलेंगे
मेरा नाम जोडकर अपना नाम लिखना
तुमको ही अपनी पह्चान मैं बनाऊँगा एक दिन
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
वह सवेरे का सूरज जब भी निकलेगा
जुदाई की ये काली रात गुजर जायेगी
उतरेगी समंदर में जब अपनी किश्ती
मंज़िल तक छोडने खुद लहर जायेगी
साथ मिलकर किसी दिन ढूँढ ही लेंगे
ये खुशी हमसे बच कर किधर जायेगी
हँसी तुम्हारे होठों पर मैं सजाऊँगा एक दिन
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
हमसफ़र बन कर हम जब भी चलेंगे
मेरे हाथों में अपना हाथ थमाना होगा
ज़िन्दगी के तन्हा पथरीले रास्तों पर
मेरे हर कदम से कदम मिलाना होगा
वह दिन आयेगा मुझपे यकीन करना
बाँहों में आस्माँ कदमों में जमाना होगा
जमाने को तुम्हारे आगे मैं झुकाऊँगा एक दिन
तुम मेरा इंतज़ार करना मैं आऊँगा एक दिन ॥
बढते हुए कदम अब नहीं रुकने वाले
तीर कब का निकल चुका है कमान से
चाहे जैसा भी हो अंजाम देखा जायेगा
मोहब्बत नहीं डरती किसी इम्तहान से
जमीन वाले बस देखते ही रह जायेंगे
जब माँग लाऊँगा मैं तुम्हे आसमान से
'विजय' तुम्हारी किस्मत में लिख जाऊँगा एक दिन ॥

Tuesday, June 21, 2011
Safar tanha nahin karte
Safar tanha nahin karte
Suno aisa nahin karte
Chalo tum raz ho apna
Tumhain afsha nahin karte
Suno jis ka muqaddar ho ussey choda nahi karte
Jisay shafaf rakhhna ho ussey maila nahin karte
Jo bas jata hai dharkan main ussey bhula nahin karte
Kisi ko dil dete waqt bohut socha nahin kartey
Jo pehlay sey tanha ho ussey tanha nahin karte
Suno yadain sataingi magar roya nahin karte
Suno tum yad atay ho aur hum soya nahin karte

Apne chehre se jo zahir he chupaye kaise
Apne chehre se jo zahir he chupaye kaise,
teri marzi ke mutabik nazar aye kaise.
Ghar sajane ka tasawur bahut baad ka he,
pehle ye tay ho ke is ghar ko bachaye kaise.
Waqt ki duriya aankh ka bartav badal deti he,
hansne wale tujhe aansoo nazar aye kaise.
Koi apni hi nazar se to hume dekhega,
ek qatre ko samandar nazar aye kaise.
Janta hu nahi he mohabat kehne ko bhi,
lekin meri duniya me bin mohabbat koi mar jaye kaise.

Ik din younhi bethe bethe
Ik din younhi bethe bethe
Us ne mujh se pooch lia tha
"Tum ne kisi se pyaar kia hai?
Ulfat ka izhaar kia hai...?"
Lekin main khamosh raha tha
Wo khud bhi sharmai thi
Thorra sa ghabrai thi...!
Main ne socha barson pehle
Jitne sapne dekhe thay
Un sapnon ko tabeeron se
Hum-aahang ker dene ka
Aik yahi to lamha hai…!
Lekin phir ye socha main ne
Jaane us k dil main kia ho?
Jaane mujh ko samajhti kia ho...?
Majboori thi werna main ne
Aik usi se pyaar kia tha...!!!
Us ne mujh se pooch lia tha
"Tum ne kisi se pyaar kia hai?
Ulfat ka izhaar kia hai...?"
Lekin main khamosh raha tha
Wo khud bhi sharmai thi
Thorra sa ghabrai thi...!
Main ne socha barson pehle
Jitne sapne dekhe thay
Un sapnon ko tabeeron se
Hum-aahang ker dene ka
Aik yahi to lamha hai…!
Lekin phir ye socha main ne
Jaane us k dil main kia ho?
Jaane mujh ko samajhti kia ho...?
Majboori thi werna main ne
Aik usi se pyaar kia tha...!!!
Friday, June 17, 2011
Jo hui khata vo usko bhula do
Jo hui khata vo usko bhula do
ek baar phir mujhko gale se laga lo
bani jo aauson ki lakire unhe mita do
ek baar phir..........................
Kitni tanhai mehsoos ki hai tere khafa hone k baad
Dard k sailaab mein bahe hai tere judaa hone k naad
Na dekho berukhi se bas muskura do
ek baar phir............................
Nadaaniya ho jati hai umra k is mod par
Koi jaata hai kya apne mehboob ko yun chhodkar
daud kar lipat jaaun tumse itna to hausla do
ek baar phir...............................
Hum bhi dekhenge kitne din mulakat naa karoge
saamne baithoge par baat naa karoe
isse pehle Main thak kar fanaa ho jaaun
ek baar phir..............................

Unke aane ki khabar
Aaj unke aane ki khabar se dil jawaaN hua
Hai dil me ik lahar si yun roshan samaaN hua
Takte ho jiski raah shab o roz tum yahaaN
Wo kab ka is jahaaN e fanaa se ravaaN hua
Jaate the kabhi bazm e sukhan ham bhi shauq se
Maara yun ishq ne ki dil ye bezubaaN hua
Taa-umr mehfiloN se ham ko khaak hi milee
Dushman nahi yaa rab na koi raazdaaN hua
Na apna koi ghar na thikana hai dahar me
Dhal jaaye din jahaaN wo apna aashiyaaN hua
Ham hain dayaar e gair me khoye se is kadar
Poocho ne ai damsaaz aaj ham ko kya hua
Jaaoge Dilli behaya hokar ke tum 'Zafar'
Dekhenge log gar na tumse kuch bayaaN hua

Kyu ye duuriyan mit.ti nahi
Kyu ye duuriyan mit.ti nahi
Yeh sarhadein hat.ti nahi
Kyu hai riyasat dushman is pyar kii
Ek yeh andheri raat hai jo akele kat.ti nahi
Yeh faasle hain jo badte ja rahe hain
Or ek yeh milne ki aas hai jo dil se jaati nahi
Do dil hain jo kareeb aa rahein hain
Par ye kismat hai jo inka saath degi nahi
Kyu zindgi saath kat sakti nahi
Kyu do aankhein ek khwab dekh sakti nahi
Kyu karar deta hai zamana isse ek gunah ka
Kyu yeh soch is zamane ki badal sakti nahi
Kya ham ek doosre ka saath kabhi nibha payenge
Ya apno ki khushi ke kiye
Apne jazbaato ko dafn karte jayenge
Kya ham kabhi pyar ka izhar kar payenge
Ya apno ko ghum na ho is wajah se
Ek doosre ko pyar ke badle nafrat hi diye jayenge

Kabhi yun bhi aa
Kabhi yun bhi aa, meri ankh mein..ke meri nazar ko khabar na ho...
Mujhe ek raat nawaz de, magar uske baad seher na ho...
Woh bada raheem-o-kareem hai,
mujhe yeh sifat bhi ata kare,
tujhe bhoolne ki dua karooon..
to dua mein meri asar na ho.
kabhi din ki dhoop mein jhoom kar,
kabhi shab ke phool ko chum kar,
yoon hi sath sath rahen sada..
kabhi khatm apna safar na ho.
mere paas mere haeeb aaa,
zara aur dil ke kareeb aaa,
tujhe dhadkanon mein basa loon mein,
ke bichadne ka kabhi dar na ho...
Kabhi yoon bhi aa meri ankh mein....

Subscribe to:
Posts (Atom)